Lyrics
Bas Yahi Apradh Mai Har Baar Kartaa Hun
Aadmi Hun Aadmi Se Pyaar Kartaa Hun
Ek Khilona Ban Gayaa Duniyaa Ke Mele Mei
Koyi Khele Bhid Mei Koi Akele Mei
Muskuraa Kar Bhent Har Swikaar Kartaa Hun
Aadmi Hun Aadmi Se Pyaar Kartaa Hun
Hun Bahut Nadaan Kartaa Hun Ye Nadaani
Bech Kar Khushiyaan Kharidun Aankh Kaa Paani
Haath Khaali Hain Magar Vyapaar Kartaa Hun
Aadmi Hun Aadmi Se Pyaar Kartaa Hun
Mai Basaanaa Chaahtaa Hun Swarg Dharti Par
Aadmi Jis Mei Rahe Bas Aadmi Bankar
Us Nagar Ki Har Gali Taiyyaar Kartaa Hun
Aadmi Hun Aadmi Se Pyaar Kartaa Hun
बस यही अपराध मैं हर बार करता हूं
आदमी हूँ, आदमी से प्यार करता हूँ
एक खिलौना बन गया दुनियाँ के मेले में
कोई खेले भीड में कोई अकेले में
मस्कुराकर भेंट हर स्वीकार करता हूँ
आदमी हूँ, आदमी से प्यार करता हूँ
हूँ बहुत नादान करता हूँ ये नादानी
बेचकर खुशियाँ खरीदू आँख का पानी
हाथ खाली हैं मगर व्यापार करता हूँ
आदमी हूँ, आदमी से प्यार करता हूँ
मैं बसाना चाहता हूँ स्वर्ग धरतीपर
आदमी जिसमे रहे बस आदमी बनकर
उस नगर की हर गली तैय्यार करता हूँ
आदमी हूँ, आदमी से प्यार करता हूँ
Lyrics: Gopaldas Saxena( Neeraj)
Music: Shankarsingh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Panchal (Shankar-Jaikishan)
Singer: Mukesh Kumar Mathur.
Movie: Pehchan 1970
Translation.
This is the only crime I commit time and again.
I am a human and love another human.
I became just another toy in fair of federation.
Someone plays in crowd another in isolation.
I accept every gift with smile on my plane.
I am a human and love another human.
I am an innocent and perform this lunacy.
I sell my joys and purchase tears for my eyes.
My palms are empty but I trade I attain.
I am a human and love another human.
On this earth I wish to build a heaven.
In which every human stays as human.
Of that city I am towing lane.
I am a human and love another human.
© Translation in English by Deepankar Choudhury.
No comments:
Post a Comment