Lyrics
Aa jaa re,
Ab meraa dil pukaaraa
Ro ro ke Gam bhi haaraa
Badnaam naa ho pyaar meraa
Aa jaa re
Maut merii taraf aane lagi, Jaan teri taraf jaane lagi
Bol shaam-e-judaai kyaa kare, Aas milane ki tadapane lagi
Aa jaa re
Ghabaraaye haay ye dil
Sapno mein aake kabhi mil
Apne bimaar-e-Gam ko dekh le, Ho sake to tu hamko dekh le
Tune dekhaa naa hogaa ye samaa, Kaise jaataa hai dam tu dekh le
Aa jaa re
आजा रे, अब मेरा दिल पुकारा, रो रो के गम भी हारा
बदनाम न हो प्यार मेरा
मौत मेरी तरफ आने लगी, जान तेरी तरफ जाने लगी
बोल शाम-ए-जुदाई क्या करे, आस मिलने की तड़पाने लगी
घबराये हाय रे दिल, सपनों में आ के कभी मिल
अपने बिमार-ए-गम को देख ले, हो सके तो तू गम को देख ले
तूने देखा न होगा ये समा, कैसे जाता हैं दम को देख ले
Lyrics: Hasrat Jaipuri.
Music: Shankar Jaikishan
Singer: Lata Mangeshkar & Mukesh Kumar Mathur.
Movie: Aah - 1953
Translation
Come please.
My heart is calling.
Lost all hopes crying.
May my love be not maligned.
Come please.
Towards me death is advancing, towards you my life is going.
Tell me, O' evening of separation what to do, desires of union is tormenting.
Come please
This heart ah now winces.
Meet me somewhere in dreams.
Your lovesick lover you come to see, if possible come to meet me.
You may never have seen such a scene, how breath departs come and see.
Come please
© Translation in English by Deepankar Choudhury.
No comments:
Post a Comment