LYRICS
Rahe naa rahe hum mehakaa karenge
Ban ke kalee, ban ke sabaa, baag-e-wafa mein
Mausam koyee ho is chaman mein rang ban ke rahenge hum khiraamaa
Chaahat kee khushboo yun hee zulfon se udegee, khijaa ho yaa bahaaren
Yun hee jhoomte, yun hi jhoomte aur khilte rahenge,

ban ke kalee, ban ke sabaa, baag-e-wafa mein
Khoye hum ayese, kyaa hain milanaa, kyaa bichhadanaa naheen hain yaad hum ko
Koonche mein dil ke jab se aaye sirf dil kee zameen hain yaad hum ko
Isee sarzameen, isee sarzameen pe hum to rahenge,

Rahe naa rahe hum .....
Jab hum naa honge, jab humaaree khaank pe tum rukoge chalate chalate
Ashkon se bheegee chandani mein ek sadaa si sunoge chalte chalte
Wahin pe kahin, wahin pe kahin hum tum se milenge,

रहे ना रहे हम महका करेंगे
बन के कली, बन के सबा, बाग-ए-वफ़ा में
मौसम कोई हो इस चमन में रंग बन के रहेंगे हम ख़िराम
चाहत की खुशबू यू ही ज़ुल्फों से उड़ेगी, खीजा हो या बहारें
यूँ ही झूमते और खिलते रहेंगे, बन के कली..
खोये हम ऐसे, क्या हैं मिलना, क्या बिछड़ना नहीं हैं याद हम को
कूंचे में दिल के जब से आये सिर्फ़ दिल की ज़मीं हैं याद हम को
इसी सरजमीं पे हम तो रहेंगे, बन के कली..
जब हम ना होंगे, जब हमारी खाँक़ पे तुम रुकोगे चलते चलते
अश्कों से भीगी चाँदनी में एक सदा सी सुनोगे चलते चलते
वही पे कही हम तुम से मिलेंगे, बन के कली..
UNDERSTANDING THE MEMORIAL IN ENGLISH

Translation
I may or may not be alive but shall emanate fragrance,
Being a bud, being florid in the garden of faithfulness.
Whatever may be the season, your majesty,to your life colors I bring
Spreading the fragrance OF LOVE that fly from my hairs,in autumn or spring
So I bloom & sway & dance
Being a bud, being florid in the garden of faithfulness.
So immersed in love am I that attachments & detachments I don't feel,
Ever since I walked the path of love, its love only that I feel.
In this land of heart, do I love to stay still
When I shall be not here, you will stop by my grave while passing by,
Your eyes become wet & from moonlight drizzles a melancholy euphony,
And somewhere there, somewhere there, shalt I meet ye,
In the garden of faithfulness as a bud and being flowery
© Translation in English by Deepankar Choudhury
This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteThis comment has been removed by the author.
ReplyDelete