LYRICS
Raahi matwaale, tu chhed ik baar, man kaa sitaar
Jaane kab chori-chori aai hai bahaar
Dekh dekh chakori ka mann hua chanchal
Chandaa ke mukhade pe badli ka aanchal
Kabhi chhupe, kabhi khile, rup kaa nikhaar,
Khile rup kaa nikhaar
Kali-kali choom ke pawan kahe khil jaa
Khili kali bhanvare se kahe aa ke mil jaa
Aa piyaa mil jaa,
dil ne suni kahi dil ki pukaar
kahi dil ki pukaar
Raat bani dulhan bhigi hui palake
Bheeni-bheeni khushbu se saagar chhalke
Aise me nainaa se nainaa ho chaar
Zaraa nainaa ho chaar
राही मतवाले, तू छेड़ इक बार, मन का सितार
जाने कब चोरी..-चोरी आई है बहार
छेड़ मन का सितार
देख देख चकोरी का मन हुआ चंचल
चंदा के मुखड़े पे बदली का आँचल
कभी छुपे, कभी खिले, रूप का निखार,
खिले रूप का निखार
कली..-कली चूम के पवन कहे खिल जा
खिली कली भँवरे से कहे आ के मिल जा
आ पिया मिल जा,
दिल ने सुनी कहीं दिल की पुकार
कहीं दिल की पुकार
रात बनी दुल्हन भीगी हुई पलकें
भीनी..-भीनी ख़ुशबू से सागर छलके
ऐसे में नैना से नैना हों चार
ज़रा नैना हो चार
TRANSLATION
Traveler ecstatic, just for once stir soul's sitar
Don't know from where came glowing nature.
Oho see the pheasant's mind became restless.
Veil of clouds are spread on moon's face.
Hides now and glows again your lovely grace
Kissing each bud the breeze says bloom now
The opened bud calls bee says meet now
Come dear meet me.
The night becomes bride eyes are now wet
Effusing fragrance the seas are overwhelmed
In such milieu let eyes copulate.
© Translation in English by Deepankar Choudhury

No comments:
Post a Comment