Lyrics.
Jaa re, jaa re ud jaa re panchhee
Bahaaron ke desh jaa re, Yahaan kyaa hai mere pyare
Ke ujad gayee bagiyaan mere mann kee
Na daalee rahee naa kalee, Ajab gam kee aandhee chalee
Udee dukh kee dhool raahon mein
Jaa re, ye galee hain birhan kee, baharon ke desh jaa re
Main beenaa uthhaa naa sakee, tere sang gaa naa sakee
Dhale mere geet aahon mei
Jaa re, ye galee hain asuan kee, baharon ke desh jaa re
जा रे, जा रे उड़ जा रे पंछी
बहारों के देश जा रे, यहाँ क्या हैं मेरे प्यारे
के उजड़ गयी बगियाँ मेरे मन की
ना डाली रही ना कली, अजब ग़म की आँधी चली
उडी दुःख की धूल राहों में
जा रे, ये गली हैं बिरहन की, बहारों के देश जा रे
मैं बीना उठा ना सकी, तेरे संग गा ना सकी
ढले मेरे गीत आहों में
जा रे, ये गली हैं असुअन की, बहारों के देश जा रे
Lyrics: Majrooh Sultanpuri.
Music: Salil Chowdhury.
Translation.
Go, fly away, fly away my bird.
Go where spring flower, what have you here dear?
For uprooted are garden of heart.
Neither the branch remained nor the bud either. Strange gale of woes whisper.
Blew dust of gloom on ways.
Go away, these lanes are of separations, Go where spring flower.
I couldn't pick up the Veena, Couldn't sing with you concertina.
My songs set with my sighs.
Fly away, these lanes are of lamentations, Go where spring flower.
© Translation in English by Deepankar Choudhury

No comments:
Post a Comment