Lyrics
Asha :
Aati Rahengi Bahaaren, Jaati Rahengi Bahaaren
Dil Ki Nazar Se, Duniya Ko Dekho, Duniya Sada Hi Haseen Hai
Amit K :
Aati Rahengi Bahaaren, Jaati Rahengi Bahaaren
Dil Ki Nazar Se, Duniya Ko Dekho, Duniya Sada Hi Haseen Hai Ho Ho
Chorus :
Aati Rahengi Bahaaren, Jaati Rahengi Bahaaren
Kishore :
Maine To Bas Yehi Maangi Hain Duaayen
Phoolon Ki Tarah Hum Sada Muskuraayen
Gaate Rahen Hum, Khushiyon Ki Geet, Yoon Hi Jaaye Beet, Zindagi
Asha : Aati Rahengi Bahaaren
Amit K : Jaati Rahengi Bahaaren
Kishore: Dil Ki Nazar Se, Duniya Ko Dekho, Duniya Sada Hi Haseen Hai
Chorus: Aati Rahengi Bahaaren ; Jaati Rahengi Bahaaren
Asha :
Tumse Hain Jab Jeevan Mein Sahaare
Jahan Jaayen Nazrein, Wahin Hain Nazaare
Leke Aayegi, Har Nayee Bahaar, Rang Bhara Pyar Aur Khushi
Amit K :Aati Rahengi Bahaaren
Kishore : Jaati Rahengi Bahaaren
Asha : Dil Ki Nazar Se, Duniya Ko Dekho, Duniya Sada Hi Haseen Hai
Chorus :Aati Rahengi Bahaaren, Jaati Rahengi Bahaaren
Amit K :
Hum Jo Mile Hain To Dil Ko Yakeen Hai
Dharti Pe Swarg Jo Hai To Yahin Hai
Bhoole Se Bhi Gum, Aaye Na Wahan, Pyar Hai Jahan Bandagi
Kishore : Aati Rahengi Bahaaren,
Asha :Jaati Rahengi Bahaaren
Amit K: Dil Ki Nazar Se, Duniya Ko Dekho, Duniya Sada Hi Haseen Hai
Chorus :Aati Rahengi Bahaaren, Jaati Rahengi Bahaaren
आती रहेंगी बहारें, जाती रहेंगी बहारें
दिल की नजर से दुनियाँ को देखो, दुनियाँ सदा ही हसीं हैं
मैंने तो बस यही मांगी हैं दुवायें
फूलों की तरह हम सदा मुस्कुराये
गाते रहे हम खुशियों के गीत यूँ ही जाये बीत जिंदगी
तुम से हैं जब जीवन में सहारे
जहा जाये नजरें वही हैं नजारे
ले के आयेगी हर नयी बहार रंग भरा प्यार और ख़ुशी
हम जो मिले हैं तो दिल को यकीं हैं
धरती पे स्वर्ग जो हैं सो यही हैं
भूले से भी ग़म आये ना वहा प्यार हैं जहाँ बंदगी
Lyrics : Gulshan Kumar Mehta (Bawra)
Music : R.D.Burman
Translation
Springs will come and springs will pass.
With heart's vision, visualize universe, the world was always beauteous.
I only wished just a boon.
That as flowers we may always bloom.
We always sing, songs of gleam, let pass - the life joyous.
You are my life's main sinew.
Wherever I go I see fine milieu.
Will always bring, a new spring, tints of love-vivacious.
Since we've met our heart knows for sure.
Heaven on earth, it is here for sure.
Even mistakenly may woes shan't come where love is service pious.
© Translation in English by Deepankar Choudhury.
No comments:
Post a Comment